muntaKhib alfaaz se urdu moHaavaraat qalam-band kijiye

Re: muntaKhib alfaaz se urdu moHaavaraat qalam-band kijiye

Aaj nahi to kabhi nahi :nahi:

Re: muntaKhib alfaaz se urdu moHaavaraat qalam-band kijiye

Khali Bhai! next word please :hoonh:

Re: muntaKhib alfaaz se urdu moHaavaraat qalam-band kijiye

nayaa lafz hai: **PAANI**** [water]**
**
aaNkh kaa paanii mar jaanaa = be-murawwat ho jaanaa

aajkal ke bachchoN kii aaNkh kaa paanii mar gayaa hai**

Re: muntaKhib alfaaz se urdu moHaavaraat qalam-band kijiye

Aag or paani kabhi aik saath nahi reh saktain

Re: muntaKhib alfaaz se urdu moHaavaraat qalam-band kijiye

paani paani ho jaana

Re: muntaKhib alfaaz se urdu moHaavaraat qalam-band kijiye


good one ...iskaa matlab to bataa dijiye dusre logoN ke liye :)...paanii paanii honaa** bhii is moHaavare kaa ek version hai**

paanii paanii karnaa = kisii ko sharminda karnaa**

waa'iz kii taqreer 'aasii ko paanii paanii kar gaii**

Re: muntaKhib alfaaz se urdu moHaavaraat qalam-band kijiye

Paani se Nahana

Meain paak saaf hona :)