Re: MuNNi BadNaM Hui…
jo dost museebat main kaam nahi aye woh dost nahi…dost per humain ek lateefa yaad aya..
“pehle dost: yaar mujhe 200 rupay chahiye aur batwa main ghar bhool aya hoon”
“doosra dost: koi baat nahi dost hi dost ke kaam ata hai yeh lo 10 rupay aur rickshay main baith ke batwa le aao”…hahahahaha
haan yeh tou hai…main kaafi kangaal hoon warna i would have paid ur kiraaya…aur jahan tak paidal ane ka sawal hai tou itni thakkan ke baad koi munni achi nahi lage gi…aisa karo ya tou intezaar karo ya net pe search karo munni…ya ad de do akbaar ya net pe ke “ek addad wajeeha shakal, khoobseerat parhe likhe munne ke liye ek addad khoobsoorat, khoobseerat, parhi likhi munni darkar hai”…dekhna kya alaa response ayega inshallah