**
Q?
Mere khyal mein Munni ko bdnam krney ki sazish aur siasat hoi **![]()
**
Is mein v America ka hath hai ![]()
What u ppl think? **![]()
**
Q?
Mere khyal mein Munni ko bdnam krney ki sazish aur siasat hoi **![]()
**
Is mein v America ka hath hai ![]()
What u ppl think? **![]()
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
i dunno anything qasam se. munni kaun hen? men na unko janta huN aur na hii unke Khaandaan paandaan ke kisii fard ko...zaruru mujeh amrika ne hii Munni Begam se door rakkha :(
Re: MuNNi BadNaM Hui…
**Ap un ki ba-adb mehfil-e-khas ki sohbt-e-aam se bch gey hain
Mubarak ho** ![]()
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
lekin mere khayal se munni aur uske chahne wale uski is badnaami se kafi khush hain...jab munni hi khud hai raazi-tou kya kare ga qazi
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
lekin mere khayal se munni aur uske chahne wale uski is badnaami se kafi khush hain...jab munni hi khud hai raazi-tou kya kare ga qazi
hahaha,
lol
Re: MuNNi BadNaM Hui…
yeah munni kon hai, me ko b us ka aata paata dooo ![]()
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
munni ka bio data aur uske badnaam hone ki video bhejon kya???
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
^
sure send karein :)
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
munni ka bio data aur uske badnaam hone ki video bhejon kya???
**
aur agar meraa dil aa gayaa Munni Begam pe to? Munni Begam ko Munne Miyaan na mil jaayeN kahiiN...real waale! hahaha**
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
mil bhi gaey to kya farak parta hai
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
muni ki badnami haqomat ki badnami hai
zardari sys
muni khapay khapay khapay
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
kiss nay kaha tha munni ko badnam kardo??????????
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
jis mulak k hukmran thek nahi hai us main muniya tu badname he hon gi
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
** aur agar meraa dil aa gayaa Munni Begam pe to? Munni Begam ko Munne Miyaan na mil jaayeN kahiiN...real waale! hahaha**
munni shaadi shuda aur baal bachon wali hai isliye dil ko qabu rakhna. ;)
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
munni ka bio data aur uske badnaam hone ki video bhejon kya???
naiki or pooch poocchhh :D
Re: MuNNi BadNaM Hui…
hazreen ki pur zor farmayesh per munni ki video aur bio data
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
munni shaadi shuda aur baal bachon wali hai isliye dil ko qabu rakhna. ;)
**
hayeN? :o maiN phir LATE ho gayaa...ab kia karuuN? rouuN k peeTuuN jigar ko maiN? helpo na plz! :(**
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
** hayeN? :o maiN phir LATE ho gayaa...ab kia karuuN? rouuN k peeTuuN jigar ko maiN? helpo na plz! :(**
jee haan tum kaaaaaafi late ho chuke ho kyon ke munni ki shaadi ko 10 saal se zaida ho chuke hain.....munniyan tou bohat hain is dunya main bas dekhne wali nazar chahiye ;)
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
jee haan tum kaaaaaafi late ho chuke ho kyon ke munni ki shaadi ko 10 saal se zaida ho chuke hain.....munniyan tou bohat hain is dunya main bas dekhne wali nazar chahiye ;)
**
OMG...maiN kia bataashe looT rahaa thaa? chalo koi gal nai. munni gai to kia huaa munnaa [maa badaulat! :P] to salaamat hai.
han jii saHeeH farmaayaa...chashm-e-beenaa darkaar hai chashm-e-zaahir to sabhii ke paas haiN...chaleN to phir chashm-e-beenaa lagaa kar justuju farmaate haiN...mujhe to "yak-daana" nazar aa gayaa already...mujhe mubarakbaad deN ;) shukria :)**
Re: MuNNi BadNaM Hui...............
** OMG...maiN kia bataashe looT rahaa thaa? chalo koi gal nai. munni gai to kia huaa munnaa [maa badaulat! :P] to salaamat hai.
han jii saHeeH farmaayaa...chashm-e-beenaa darkaar hai chashm-e-zaahir to sabhii ke paas haiN...chaleN to phir chashm-e-beenaa lagaa kar justuju farmaate haiN...mujhe to "yak-daana" nazar aa gayaa already...mujhe mubarakbaad deN ;) shukria :)**
aray wah tum tou bare taiz nikle..idhar munni ke jane ka pata laga aur udhar tumne nayi munni dekh bhi li...chalo mubaak ho umeed hai ke munne ki is munni ke saath setting ho jaye gi....:)..