Pakiiza
1
Ab waqt-e-judai hy mujhy alvida keh do
Ab jane ka waqt hy mujhy alvida keh do
Me bakhsish ka zariya tha tmhary liye
Dil ro rha hy mgr ab alvida keh do
Tumhein afsos to hoga mere jane pr
aonga lout k phr ab alvida keh do
tumhary liye rehmt ki wja tmhri bakshish ka sabab
kr lo khuda ko razi to mujhy ab alvida keh do
Me ne tumhy chalna sikha diya manzilon ka pata bata dia
Me na chal sakon ga tumahr¥ 7 ab
alvida keh do
Pakiiza
3
Re: mujhy alvida keh do…
kyun
mainy kuch nahi kia :no:
Kinzz
4
mujhy alvida keh do…
Isliye to Jane nahi de rahi 
KKF
5
Re: mujhy alvida keh do....
alvidaa ke din kahnaa thaa yeh na! :D
Pakiiza
7
Re: mujhy alvida keh do…
baat patay ki kia hy wesay
KKF
8
Re: mujhy alvida keh do…
address kia hai uskaa? mujhe to pataa nahiiN! 
Pakiiza
10
Re: mujhy alvida keh do....
address kia hai uskaa? mujhe to pataa nahiiN! :(
Aap kiska address mang rahy hain???
Re: mujhy alvida keh do…
ap ka bazo chota hai mera bara hai
Pakiiza
13
Re: mujhy alvida keh do…
us sy koi farq nahi parta, maqsad ek hi hy.
Re: mujhy alvida keh do…
faraq parta hai, aisa lag raha hai kaan hila kar us par bethi makhi ura rahi hain
KKF
15
Re: mujhy alvida keh do....
Aap kiska address mang rahy hain???
lol...vohii jo 'alvidaa' kah rahaa hai! :)
Pakiiza
16
Re: mujhy alvida keh do…
chalain phr addres note karain,
street 24, musalli choak, terhi gali (sheday ki dukan ky barabar wali) shikarpoor 
Shair bhai sy mulaqat hoto mera salam kehna.
Pakiiza
17
Re: mujhy alvida keh do....
faraq parta hai, aisa lag raha hai kaan hila kar us par bethi makhi ura rahi hain
or apka lamba hath aisa lag raha hy jesa khargoosh ka kaan nikal aya ho.
KKF
19
Re: mujhy alvida keh do…
hmmm…mujhe na jaane kis address pe bhej diyaa…vahaN to shaa’ir kii maHbooba rahtii hai…us ne bataayaa k vo to is address par rahte haiN:
MiyaaN Ashiq Ali, vald-e-MoHabbat Ali
Prem Gali
kholi # 420
Prem Nagar
Mulk-e-Adam
jaate jaate moHtaramah ne meraa address le liyaa…ab maiN to maaraa gayaa muft meN
