Mujhy acha saa lagta hy
tumhary sung sung chalna
wafa ki aag men jalna.
tumhen naraaz kar dena kabhi naraaz ho jana
tumhari be-rukhi par bhi tumhari aarzu karna
khod apny dil ki dharkan sy tumhari guftugo karna
===MUJHY===
ACHA SAA LAGTA HY.
tumhi ko dekhty rehna
tumhi ko sochty rehna
bohat gehry khayaalon men
jawaabon men
sawaalon men
mohabbat k hawaalon men
tumhary naam ka aana
… JANA …
MUJHY ACHA SAA !LGTA Hai!