mujhe choti wali pasand hai!!

Re: mujhe choti wali pasand hai!!

yeh depend karta hai ke tum loag kitna wait kar sakte ho. i mean for example you guys are ok waiting for one yr or phir bhi bari behen kanwari hai tou surely your parents can speak to her parents and say “ke ab kaafi arsa hogaya hai shaadi ho jani chahiye” and i am pretty sure ek saal ke baad larki ke parents is tarah se rishta haath se jane nahi denge. haan zahiri si baat hai rishta mangte waqt yeh kehna munasib nahi hoga ke hum ek do saal tak wait karein ge us doran tak bari ki shaadi hogayi tou theek warna aapko choti ki pehle karni pare gi coz that will sound mean.

agar phir bhi baat nahi ban rahi tou mera mashwara yeh hai ke aise rishte dhoondo jahan bari choti ka chakkar hi na ho…ek hi beti ho unki ya ek hi ho jis ki shaadi honi reh gayi ho…goodluck. :slight_smile: