**kahiN aankhoN ki rim jhim ka**
**kahin palkoN ki shabnam ka**
**paRha hoga bohat tum nay **
**kahiN lehjay ki baRish ka**
**kahiN sagaR k aansoo ka**
magaR tum nay kabhi humdam kahiN daikhay kahiN paRkhaay ? kisi** tehReer k aan’soo ??..!!**
mujhay tay’Ree judaa’ee nay yahi may’Raaj bakhshi hai
***K maiN jo lafz likhta hooN *** woh saray lafzz rotay haiN
***K maiN jo harf buunta hooN *** wo saRay bay’eN kaRtay haiN may’Ray sang is judaa’ee maiN may’Ray alfaaz maRtay haiN
sabhi taReef kaRtay haiN meRi tehReer ki lekiN
kabhi koi nahiN sunta may’Ray alfaaz ki siskee falak bhi jo hila daalay may’Ray lafzoN maiN haiN shamil ussi taa’seeR k aa’nsoo kabhi daikho may’Ray humdam
Re: mujhay tay’Ree judaa’ee nay yahi may’Raaj bakhshi hai
MOD ji pahchana ye kay ye GoodNews hain, look over 6000 posts she has already made in just one n half years so seems a regular guppi :D, buss yeh hi pahchana… baqi MOD tu aap ho na so more info you should have
Re: mujhay tay’Ree judaa’ee nay yahi may’Raaj bakhshi hai
LOL
to be very honest, nahi pata mughay! khuch tu shuram kuro aap loog, abhi abhi Ramzan guzra hay, kiya main itni juldi jhoot boolna shuroon kur doon ga? :halo: