mujhay talash nahin hai

mujhay talash nahin hai magar wo milti hai
kisi khyal ki junbish ya arzoo ki tarah
jis ka koi chehra nahin

koi bagoola hawa ka zameen se uthta huwa
ya roshni ho kahin aur ik saaya buhat pass giray

kitab kholo to kirdar gir parre koi
main janta bhi nahin kaun hai
magar wabista hai mujh se

mujhay talash nahin hai magar wo milti hai

(Gulzar)

Re: mujhay talash nahin hai

nice sharing :)

Re: mujhay talash nahin hai

waah g

Re: mujhay talash nahin hai

Nice...

Re: mujhay talash nahin hai

nice :)

Re: mujhay talash nahin hai

i love Gulzar's poetry...he is so different. One of India's best!

Re: mujhay talash nahin hai

thanks :)

Re: mujhay talash nahin hai

v nice

Re: mujhay talash nahin hai

talash kio nehe he :ASA:

Re: mujhay talash nahin hai

nice :)

Re: mujhay talash nahin hai

:k:

Re: mujhay talash nahin hai

Re: mujhay talash nahin hai

very nice

Re: mujhay talash nahin hai

Har waqt rulata hai mujhay hadh se bhi zada
main jisko tasawur main bhi ronay nahin deti

Re: mujhay talash nahin hai

Meri sansoon se tum shikwaa kertay ho
Chup chup ke chahat ka sauda kertay ho
Tum hi socho ke yeh kaisi majboori hai
Mujh me hi reh ker mujh se hi parhdaa kartay ho :'(

Re: mujhay talash nahin hai

Nice One.
Thanks For sharin Ali miya :)