Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

haadsa :vivo:

Fraudia aap yahaan hotay tau rozana aap ka dimagh karnay bhej daiti :phati:

aap ko kaisay pata :aq:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

jo yea kartay hai Na woh kohi na kaarta :slight_smile: Yea ghar enter ho kay zoor say awaz lagatay hain

Begum Pani Garam karoo

Babhi gusay say phocthee hain Kyun jee?

yea miskeen ban kay jawab daytay hain ’ wooh aaj bartaan mein garm pani say dhoo’oon ga na :stuck_out_tongue:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

next time you are in town, you are more than welcome to drop them for a day.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

abay jahil ganwar insan, tumharay pind mein dishwasher naheen hota kya? :)
btw I dont do dishes, the floors are my responsibility.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Bahi acutally it was for tariq bahi ! but since you have taken it personal i guess Babhi made ya do dishes today :p

didnt she?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

nope, ate out :)

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

oh i m hoggish Piggish ! its sheri time here !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Phir life story sunaani shroo kardee

Aray bhaa'ee we know kay tum khaanaa, lungar loot ker khaatay ho, her waqt ilaan kee kiyaa zaroorat hai

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

adaab arz hai logo:)

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

dekho dumpster diver, i say it...tumhain jalanay kay liye :)

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

is baar jaain tu do char extra packet tariq bahi kay leay be lay'ain , atleast ek din tu in ki life kaa sukun say guzray ga:p

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

ji bari meherbani, tashreef laiye..

tariq...oye..baray log aaye hain bhag kar thandi bottle lay aa, haan aur samosay..shabash.

aliyish, bara daree kay darwazay kholo, taqt par saaf gao takyay rako aur huqqay kay liye chillum lay kar aao

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

jeet'ee raho aisha ! apnay daddy kay karchay pay !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Aray Aisha, seriously I heard that tum baRay Ameer khanadan kee ho, Sports car waghera hai Dubai main tumhaaray pass

Koee picture waghera post kee tum nai Car kee Image section maiN. I like sports cars

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

theli mein lay aaon? :D

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

phalay in say seat tu saaaf karwaalain , aisha bibi baytay ge kahan, ap nay apnay chaappaar hotel ko kia Pc samaj rakha hai !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

haan zarror in ki kuch yaadien taza ho jaain , woh din jaab yea 8 say 10 muhaaraam taak , truck paay neeyaaz baat'tay loogon kay peach bha agtay thay , kahtay howay ' oh bahi aray bahi ek mujay bee day dooo ' .

jab ek milti tu us ko chupaa kar dosrii maangnay lagtay ! or kohi paychan laytay tu kahtay nahee woh mayra jurwaa bahi hai , uncle qasam say mein nay nahiii leee . mujay bbee biryanii day dain please !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay


lai ayi tashreef fraudia uncle


lol aliyish janab

nahi i only posted picture of me and my bmw in my blog. if u are in my buddy list u can see it there:)

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Tariq bahi , do ya have a face book account , if not then hard luck bahi :p u cant be her friend !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

lol thats not right he can be without a face book