Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

parchoon naheeN oye… hadd-e-adab. gustaakh!

Kiryaana store hai :phati:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

jo bhi hay baich tau ghee mirch namak hi rahay hain na :phati:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Is it gunnah :konfused:

waisaY parhez kartaa hooN tau bech kaisaY saktaa hooN :phati:?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

humain kya maloom, parhaiz tau aap hi kar rahay thay :cb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

hahahhahahhahahahha

is ka mutlub hay app ko samjh nahi aya …* faizy*

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:rolleyes:

aap kiyaa samjhaa rahi theeN :aq:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

AQ zara Private Message main aik baat sunain please :o

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Cheeni kee qeemat kam naheeN hogee :snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Dekhain ramzan ka maheena hay, kuch to laihaaz karain na

PM check karain :emmy:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

na woh samjhain hain ,na samjhain gay mere bat : P

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

ab kya hua?
aaj kal bohot confused lagti hain, you need to rest. relax and rejuvinate, mental exhaustion usually leads to confusion.

matlab, chutti manaein..

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

jee zaroor main mazay say beth kar chutti manaaon aur bachay, ghar aur kaam aap aa kar dekhain gay :emmy:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Proof read :smokin2:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

bachay will be in school all day. ghar ka kaam? ummm one week use disposable plates and utensils, get food catered or freeze the week before.

ayyashi.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

yea sab karkay yea Aunty har waqt Gs pay log raahain gee ! i bet on it !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

School ki aaj kal chuttiyan chal rahee hain :no:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:shikra::..

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

bachay ???..yeh hadsaaa kab hoa …: O

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

hmmmm if the kids were older i would have said send em to Pakistan to visit the gramps, but they are too young to travel alone.

send them on play dates to freinds house for the day, heck even a slumber party :smiley:

have a day and night to yourself.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Fraudia does this ayyashi (paper plates and palstic ware) every day of his life