Re: …na junuuN rahaa, na parii rahii…Siraj Aurangabadi kii ek Haseen Ghazal
**aapne paRh liyaa, paise vasool! vaise, meraa maqsad me’yaarii shaa’irii ko sab ko mut’aarrif karvaanaa hai…ek ne bhi paRh liyaa to kaafii hai taskeen ke liye ![]()
Ghazal ko pasand karne kaa shukria :)**