Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

err tu

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

chal bay :bailan:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

har baat pe kehtaY ho kay TU kiyaa hai
tum hee batlaao yeh andaaz-e-guftugu kiya hai

sharam karaiN :emmy:

raftaa raftaa woh meri lughat ka naghm-e-fighaaN ho gaye
pehlaY aap, phir saab, phir TU kaa fasaana ho gaye :aq:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

uncles

n aunties

adopt me :LB::..

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

sab ko apni tara samjha hai…:barbie:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

AQ jo hain kya aliyish par line maar rahay hain :konfused:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

child labor manzoor hay? :wink:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Sharam karaiN :emmy:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

hmmm kyun?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

naheen karti :mocking:

Kya kar lain gay :snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

abhi roza hai naa.. tau aaNkhaiN ba’nd kar looN gaa.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

pata hota tau confusion na hota :(

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

ummmy yep

it will be better than doing everything all alone :(

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

darpok :barbie:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

jee naheeN… maiN parhezgaa insaan hooN :mash:

parhezgaar woh hotaa hai:mash: jo ghee, namak, mirch waghera jaisee cheezoN saY parhez karaY aur woh maiN :alhamd: kartaa hooN :lb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

or ik aankh thoree see khulee rakhoon ga kaheen SAAns hee na ruk jayee
: P

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

kis cheez ki confusion hai. zara wazahat kijye.
by aap i was not implying that you are older, dont be confused.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Aap nay parchoon ki dukan kab say khol li :cb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

aap aaNkhoN saY saaNs leti haiN?

PS: :smilestar: I know what you mean, btw :emmy:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

acha :confused: