Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tujhey kya sunai diyaaa…:snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

wrong accordin to the song , next line should be

sun

then i gottaa say

sunaaa

then we will go along with that ’ athee hai kia khandaala part ’ :stuck_out_tongue:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

izzat deinay ka tho zamana hi nahi rahaa…:smack:

…mein ney izzat se " tujhey kya sunnai diya" bola lekin ye hai key ek dam tapori niklay…:emmy:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

one cousin like another :slight_smile: as they say !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

izaaat dayna ka sahee tarqee hai , phochtay hain

hazarat , app ko kia mu’galta howa ?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

next you will ask her if she is legally brown…sheesh

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

she was :P coz the only illegal brown we have on Gs is , one n only ur n mine Fraudia Bahi

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

aliyish hazarat…Aap key mu ko kya galat howa…:konfused:..???

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

chal chal wo tho mujhey patha hai LB tho Aap they …:barbie:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

dekhain na kya kya ghalat batain phaylaee howee hain is aliyish nay :barbie:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

she used to be "Sultan Rahi Guppie" ...
now she's become "Rangeela"

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

and working well in Jori with Anu bahi , who is 'Munawar zareef ' of our forum :p

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

^ tumhara gussa khatam nahi hoa abhi tuk bummer

Re: Mujhay ghussa aa raha hay


you know the funny part.. i wrote tariq has become Munawwar Zareef from Waheed Muraad but I erased that line and posted with that only :D

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Tu nay Oo Rangeelay kaisa jadoo kiya
Aapki Pitai karnay ko Bolay Matwala jiya

:smack:

Dekhain kaisay manhoos gana yaad kara diya subah hi subah aap nay.
Sharam karain :emmy:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

aap fikar na karain, iss ki batein koi seriously naheen laita.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Aaap :hayaa:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

err tum?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

^^ lagtha hai roza lag gaya hogaa…ghalthi se kehdiyaa…:halo:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Pata naheen
Bara confusion chal raha hay :konfused: