Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

oye main tau aik ghanta so gai thi :yawn:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

is it a good news or bad one?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

oye Oooo What is this Tayla thing?? haan? :mad:

Thela baba Its Thela UFFFF :smack:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

or phir mere Yaad tumhay yahan kaainch laa’ii ;p

tariq bahi , app nay neend bhaaga’dii mareee , abhee phir 16 hours jagnaa parhay ga !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

well it cud be thay’la , lakin thela samj nahe atah ! its more like dhela !

which goes for ya

jaaib mein nahe hai dhela , ardo daiknay chali melaa

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Tariq bhai dekh rahay ho…


…koi janay wala tha kuch deyr pehlay tho bahut neend arahi thi…:hoonh:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

^ :omg: achi baat hay

Mairay jagnay kay sirf 2 ghantay rah gai hain. Saray saath bajay kaam khatam, 8 bajay main ghar par, saray 8 main bistar par :snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

main bi hoon nahi ..it tells evrybody ...main a gey hoon chilla Qaatenai k liye ..please dun disturb me.m on sacred mission..:p.....

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tauba tauba abhee tak sheyn ko phansaa raha thaa aur ab noon kay peechay peR gaya hai

Phir kaho kay flirt kirta hai to doosree thread main jaa kar rotaa hai

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

or kia janay walla tah :stuck_out_tongue: lakin cousin ishee baat pay kissi zalim nay kia shair kaha hai

for me ardo babe :stuck_out_tongue:

Yea’elaahi tayree bargaah mein hum faryaad kartay hain
maaat paydaa kar in haseeno ko, yea hum barbaad kartay hain

daikoo neend bar’bad kardi nah!

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

agar mela main aap tigni ka naach nachnay walay hain tau main tau zaroor dekhnay jaaon gi chahay paisay hoon yeh na hoon :layd:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

ghungrro bandh kar nachtaa hai mera bha’ee. Kiyaa samajh rakhkha hai aapnay us ko, haaN nahi tou

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Ajeee hum tu app ki ungli kay isharoon pay nach’nay ko tayyaar hain , app serif tignii ki baat karte hain

p.s: nahi nahii dont be a flirt . apna edhad yaad karoo , jo khud say 14 hours 22 mins or 21 sec phaylay kia ta

p.s 1 : who cares mate :stuck_out_tongue:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

aray Ghungroo baand kay tu Meera nachtee hai jo ap ka multi nick hai Gs pay!

hum tu:

or hum nachay bin ghungroo kay
kay paag ghungro baand meeraa nachee theeee
nachee theee , nachee theee
or hum nachay bin ghungroo kay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:yawn:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Main nay kya barbaadi ki hay
Main to soo rahee thi apni table par mazay say :vivo:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tum ko sonay kay paysay miltay hain ?

yahan daiko Neend he nahe athe hai , i zonk'd on me job for 15 mins today , was knackered

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Aur wo aap kay teen sub ordinates kiyaa kar rahay thay us waqt

apnee apnee bughlaiN soongh rahay thay kiyaa?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

ab tumhay kia howa ?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:hmmm: Sonay kay pata naheen
Mujhay idhar physically honay kay paisay zaroor miltay hain.

Ab chahay main soon, yeah main table tennis kheloon yeah baith kar movian dekhon meri marzi.