Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Baseball Bat kahaN hai tumhara larkee, kiya sirf meray liyay hee rakhkhaa hai tum nay
ap jaysoon pay hee baass chaltah hai logon ka :p munna biscuit shaab :;p

aunkel unkel …kiya app muje woh charkha pakarh kar do gai…muje dhaaga baand kar ussai urana hai:blush:…
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Abay paagal ho gayaa hai kiyaa, behkay hoo’ay insaan
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
kaisay bhai ho…Aap key hothay huay woh mujhey tang ker raha hai aur haath pey haath lyay beythay huay ho…:pcg:
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
pagal ney…i got ishmarter:barbie:…machli khata hoon na:yummy:
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
lol yea kissi kaam kay nahi hain:p tum Naya jeejo lay aho sunday market say sheynOooo
tariq bahi , me off now man , kaal be soya nahe tah , working from last 7 days , abhee arahe hai neend its only 9 ,lakin kuch so kay late night atah hoon
AH to all me crowd :p and sheyn dont miss me much , okay magarmuch ;p
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
haan to abhee apnay haath main un ka haath liyay betha hoo’aa hoon Na sharmanay wala icon
Abhee fursat nahiN hai
Is alyish gadhay ko ek behoshee kaa injection lagaa do
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
lol yea kissi kaam kay nahi hain:p tum Naya jeejo lay aho sunday market say sheynOooo
tariq bahi , me off now man , kaal be soya nahe tah , working from last 7 days , abhee arahe hai neend its only 9 ,lakin kuch so kay late night atah hoon
AH to all me crowd :p and sheyn dont miss me much , okay magarmuch ;p
tusi jarahay ho......:(
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
tusi jarahay ho......:(
Han cousin need arahee hai :;) 84 hours in a week is 2 much work !
Oh lord , call me up , so i can have fun with hooors :p is duniyaa ki larkiyon say mayraa dil baahar chuka ai !
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
^^ Yeah kiya behoodgee hai Sheyn
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Han cousin need arahee hai :;) 84 hours in a week is 2 much work !
Oh lord , call me up , so i can have fun with hooors :p is duniyaa ki larkiyon say mayraa dil baahar chuka ai !
Bhai, GS kay kisi maasoom totlay bachchay naay Aameen keh diya to hum to roo'ain gay kay humaraa bhai, bahree jawaani main nikal liyaa
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
apney cousin ko pooch hi tho rahi thi…:pcg:
kya bura kyaa…![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
tariq bahi , Femmme agar hoor banay ko Tayaar hai tu mein abhee marnay ko :p
p.s: uff kaysa laalo kahiteee dialogue ho gaya hai
anyway !
chalo bahi , sab bachay mil kay ameeen kah do kay marJaoon or is duniya say jaan chotaay !
ab tu gaabraa kay yea kahtaY hain kay marjaain Gay
markay biii chaain na paaya tu kidhar jaian gay
jahan be gahay guess wahan itnaa na kaam karna parhay ga na kohi tax man hoga pay mein share lay ko :p
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
…:rotato:
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
84 hours a week …that sux…wat on earth do u do ?
i work sometimes upto 65 hours a week n it kills me…![]()
P.S u r absolutely rite …iss se tho maut behthar hai…don’t hesitate to ask 4 help…after all as a cousin its the least i cud do 4 u …![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
ur rotating everywhre.:p..sar ko chakkar nai atai kiya:chai:…
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
He is bank ka chowkidaar and in the morning, he sells boild eggs at the railway station
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
He is bank ka chowkidaar and in the morning, he sells boild eggs at the railway station
or saturday , sunday ko pakroon ka taylaa lagatah hoon , wahan tariq bahi plates dhotay hain !
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
beycharaaaaa …iss liyay tho khudkushi kerney ko tayar hai…:hinna: