Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

khari ho to baith jao..bethi ho to lait jao ..laiti ho tyo so jao…aur agar so rahi ho to jhaag jao…khussa bhaag jai ga.:chai:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Kon bhaag jai gaa?

waisay yeah Khussa yahaN kar kiya raha hai

Sheyn Bewaqoof larkee, who is this Khussa

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

mujhey kya pathaaa Jee Joo…:konfused:


lekin agar milay tho usey kaho mujhey chocolate la dey…:snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Uska matlab hay, kay bhaagnay waala apna Khussa chor kay bhaag jaaye ga.

phir usko baich kar Adrasteia ka nuksaan poora ho sakta hay.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

mareezoun ko behosh karne k liye…sheyn aunti ka wahid aur anokha formula..sab pe nahi azmati sirf achhi kismat waloon par .aur app ki aj acchi kismat lagti hai…u luckky …unkel:p…

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Itnee motee kuppa ho gaa’ee hai chocolate kha kha kar, phir bhee nadeedee kee nadeedee

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

hmmmm :p how U all doin

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

oye tho woh tum they jiss ney mere joothay chorai they…:smilestar:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

kenya kay janglaat mein kab say jooothoon ka rewaj shuruu hogaya :stuck_out_tongue:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:snooty: :snooty: :snooty: jahaaN hum post karaiN, only that place rocks :smash:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tumhain patha hogaa …wahan se bhaag key tho tum ay ho…:barbie:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Oye Aliyish, sambhal kay,

Tumhay pataa hai na Sheyn kaa mujh say rishta
aur tumhara Hin33 say rishta

Ab samajh lo kay Tumhara sheyn say rishta kiyaa hai, kenyaa kay junglee

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Tumhay bee tu saath laya tah ek soogaaat kay toor pay
jabhi ptv walon nay ek jingle banaya tah

keenya kay baaghaat say aahee ek soogaaat
sheyn lipton chaai

jabhee tum chai bohat peetee hoo !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Han cousinz kaa :p yea hina app ki phoopi zad behan hai :) or mein mamoo zad bahi

Re: Mujhay ghussa aa raha hay


dekhaa Tariq Jee Joo mujhey pehley se patha tha iss ke nazar hamare jaidaath per hai…:mad:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Sheyn ko lipton dee cha hai

Yeah to baRee buree baat hai Sheyn. Itnee chotee umar main yeah kartoot

Jee joo ka hee ihteraam kar lo

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tumharay pass hai kiaa , ek studio apt or ek suzuki alto ! huh jaaidaat !

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

lagtha hai tumhari supari deini hi pareighi:aj:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

chori karne k liye jaan pehchaan zaroori hoti hai..:barbie:.and i dun now u ..or ur khussas:snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Baseball Bat kahaN hai tumhara larkee, kiya sirf meray liyay hee rakhkhaa hai tum nay