Re: Mujhay ghussa aa raha hay
kiun kay app nay us ki tarbiyat theek say nahen ki
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
kiun kay app nay us ki tarbiyat theek say nahen ki
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
chup or khamosh main kia ferq hay confused
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
main kiun lay karr doon?
main koi tumharay ghar barat lay karr ana hai ![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
lathay ho ya nahi…![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
barat ya chocolate?![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Abay paagal, yehi to tarbiyaat kee thee uskee. Bilku ustaad per gayaa hai
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
sheyn aantie jahaN shaadi ka zikar hota hay yay pohanch jaata hay. apni shaadi ki tareekh isay nahi bata daina, nahi to wahaN bhi paisay lainay pohanch jaye ga,.
choclates mehngi pareiN gi ![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
chalo fair ustad nu v lamMa pao :ASA:
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Abay is say punga na lo bhai. Yeah dubai main Dawood Ibrahim kee bhateeji hai. Khatarnaak larkee hai baRee
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
aNkal oye … app ko apni dihare ki fikar lag gai hai kia
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
DW unkil anay tho do …dekhaingey…![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
Dawood Ibrahim kia cheez hai…punchal say phaar kai devar main maar kay brabar kaar doon ga
rahi baat bhatajee ki…woh haan tau karay ![]()
khud paiyaan paiyaan jao gi saiyan kay ghar?
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
me off now guys
take care
AH
![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
^^ How baout choclate kee sherwani
Us ka bhee khawaab poora, tumharee bhee khawaahish poree
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
:aq:
Aap kaisay bhai ho…unka saath deyrahay ho…![]()
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
^^ Oh i am sorry Sheyn, I thought kay main aap kaa saath de rahaa hoon
To yeah tum kiya ghair laRkoN say chocolate kee farmaaisah kartee rehtee ho, Hain?:ASA:
Re: Mujhay ghussa aa raha hay
aap tho leykay deithy nahi hai…kithni baar bola mujhey chocolate chahiyey…:pcg: