Mujhai Mubarak kahoo

Re: Mujhai Mubarak kahoo

:smilestar:
hum sab main ek paindo zaroor hota hai jo sirf waqt anay par samnay aata hai

Re: Mujhai Mubarak kahoo

is main paindu ki koi baat nahin samjhay:naraz: apnay buzurgon k footsteps bhi kabhi follow ker liya kero.
puranay logon ki baton main tadbeer hoti thee.alarm ko chup kia ja sakta hai,murghay ko nahi.uthna he parta hai

Re: Mujhai Mubarak kahoo

hum mil kar os murgi ke do tukray karein ge …CG na aain magar aap zaroor ana …bohat maza aae ga:D

Re: Mujhai Mubarak kahoo

do tukray nahin us ka purza purza ker dain gay.phir ziada maza aaiy ga

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Agar apnay buzurgoN k footsteps per chal raha hoota hoo abhi tek dhoti pehen raha hota kabhi pant per nahi pohenchta.
btw tum itna chalti hoo thek nahi jati *avatar

Re: Mujhai Mubarak kahoo

nahi fit rehti hoon aur apni age se 15 saal choti lagti hoon

Re: Mujhai Mubarak kahoo

ohhhhhhh to khair sai app 45 ki lagti haiN:D

Re: Mujhai Mubarak kahoo

nahi 60 ki :snooty:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

hey bachaa party... check out ma latest ghazal in ma journal :D

Re: Mujhai Mubarak kahoo

ohhhhhh to phir ajj sai tum meri NANI, salam nani maa

Re: Mujhai Mubarak kahoo

phatay hovay kapray, hathoN main kasaa
ja apni raah lay, bara aya nawaasa :p

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Kitnay paisay doo gay :snooty:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

how about we go with the barter system?

u read the ghazal, main aap ki chitrol say khidmat karon ga :smiley:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

CG it was gud,only u tried too many words in a verse.

Re: Mujhai Mubarak kahoo

konsay waly main?

wahan raai do naan :smilestar:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

wahan bhi dee hai short tempered uncle jee

Re: Mujhai Mubarak kahoo

kahan di hai… mujhe to nazar nahin aa rahi :bummer:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Congratulations to you and the murghi..:clown:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

aik gana hota tha ancient saaa…

meray khayalon pay chaai hai ik soorat matwaali si
nazuk si sharmili si masoom si bholi bhaali si
coco corinaaaaaa, coco corinaaaaaaaaaaa :blush:

aap wo waali coco to nahin hain jo aalamgeer kay khayalon pay chaai rehti thin…

Re: Mujhai Mubarak kahoo

tumhay bhi mubarak, khair sai tum bhi khala ben gai :smiley: