Aaj meri Murghi nai aik khubsurat sa becha diya
becha aur Murghi donoo khairiyaat sai haiN
becha bulkul apnay baap per gaya haiN
kahaaaaaaaaa na Mubarak:naraz:
Re: Mujhai Mubarak kahoo
mubaraak ho murghay mian mubarak ho.
Re: Mujhai Mubarak kahoo
Main nai kaha mujhay mubarak doo app Murghay sai pingay barha rahi haiN:naraz:
Re: Mujhai Mubarak kahoo
i thoguht u were getting married :aq:
Re: Mujhai Mubarak kahoo
tumm aa gai ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
jaa rahe hon ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
murghi hai tumhare pass jis ne anda diya
Re: Mujhai Mubarak kahoo
main kuoon barhanay lagee kisi murghay se peengain.itna bura taste nahi mera.
aap ne he tu keha k bachchay aap pe gaaiy hain so main ne socha mubarak bhi baap ko he di jaaiy:D
Re: Mujhai Mubarak kahoo
aap konsay sayyary say bol rahy hain?
hamaray sayyary par murghian anday daiti hain bachay nahin… aur aap ko mubarak kis baat ki?
************** Alien alert ****************
Re: Mujhai Mubarak kahoo
kiyoooooooooooooooooooooo ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
Ye meri murghi k mud per haiN agar mud maiN hoo to becha dai daiti haiN aur agar mud aanda dainay k hoo to aandaa dai daiti haiN iss maiN mera koi kamaal nahi ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
murgi egg deti hai ..........itna mujhe bhi pata hai
Re: Mujhai Mubarak kahoo
guess keroo ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
Loo ker loo baat egg to bakri daiti haiN
Murghi to becha daiti haiN, agar yaqeen nahi to kissi murghi sai hi puch loo ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
Abdullah ka doodh ka time hoo gaya hoga ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
Abdullah ka doodh ka time hoo gaya hoga :D
han tume bula rahe hain :p
Re: Mujhai Mubarak kahoo
ooy jaahiloo refer to post #9 ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
Jiss k bachay haiN woh sambhalay maiN kiyoooo ![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
mere bachon ko bhi nai sambhal saktey:(![]()
![]()
Re: Mujhai Mubarak kahoo
nahi mujh sai apnay nahi sambhalay jatay ![]()