Mujhai Mubarak kahoo

Re: Mujhai Mubarak kahoo

hahahahaha

gs se utho to na :smilestar:

:sadaf: for u :hoonh:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

yaar abhi kaam per sai aaya hoo mushkil sai 10 min huwi haiN aur tum kehti hooo k GS sai uthoo, ajj kel to maiN wessai hi GS per kum aata hoo *tum nai uncle joo keh diya haiN:teary1:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

aur jub wo anda daiti hai tu aap paka ker khatay hai yea ping pong khailtay hain

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Oh sorry chachuuuuuu dair sai reply k liye :
sayyary to app wala hi hain bus murghi mai farq haiN
app apni murghi ka checkup kerwai :snooty:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

aw hv i lowered ur self-esteem:hoonh:

its ok ab abdullah aur arsla uncle kaheyn gey :cb:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

ap ki murgi alien hai

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Ye depend kerta haiN k sath maiN khailnay wala kohn haiN:blush:
agar koi khailnay wala acha na hoo to paka ker kha laita haiN

Re: Mujhai Mubarak kahoo

agar haiN to kiya app uss ka rishta kerwa dai gi :hoonh:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

mujhay aap se aisi he umeed thee k aap apni murghi pe zulm kertay o gay aur us ka aik aik anda cheen ker khatay hon gaythats y she decided to hav a baby instead

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Mashallah kiya baat haiN, app nai kitni murghiyaa paal rakhi haiN khair sai

Re: Mujhai Mubarak kahoo

nahi main os ko kha loon gi …khanay ki main bachpan say shookein hoon khaas tor par mujhe chicken soup bohat pasand hai

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Khabardaar daku kahi ki dour rehna meri murghi sai, itni sari minatay kernai k baad to aik murghi hath lagi haiN woh bhi tum kha jana chahti hoo :naraz:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

mabrook kal mere ghar ana kal main tumhein alein murgi soup pilaoon gi aur chahcha ghalib ko bhi saath lana

Re: Mujhai Mubarak kahoo

chal bey… jhoot nahin bol

minatooN da kuch lagdaa…
mansoobay banany kay baad kyon nahin kehtay…

chori kar kay laya tha kasaai ki dukaan say :grumpy:

Re: Mujhai Mubarak kahoo

hum murghi nahi murgha paltay hain ta-k subah utnay main asani ho

Re: Mujhai Mubarak kahoo

mujhay bhi aisa he lagta hai.aaj kal murghi milna kitna mushkil hai zaroor chori ki hai

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Chachuu app ko gussa kiss baat per haiN chori kernay per ya app ki dukaan sai chori kernai per

Re: Mujhai Mubarak kahoo

gussa logon ko ghalat information dainy par hai :p

Re: Mujhai Mubarak kahoo

Ohhhhhhh to khair sai app Canada ki murghay palnay wali Painduuuuuuuuu haiN :D

Re: Mujhai Mubarak kahoo

main zaroor aoon gee stolen.alien chiken soup peenay haan CG shaid na aa sakay usay joron ka dard hai shaid.is umer main akser ho jata hai u know:cb: