Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
laga lo apne aap ko list mai :D
mujhe aur bhi acha mil geya hai :p
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
laga lo apne aap ko list mai :D
mujhe aur bhi acha mil geya hai :p
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
Ok phir main challa jata hoo udaas hoo key jaing diwaar sey ser takraing
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
aieeeeeee yeh toh vakai chal geya
baltiiiiiiiii unchi awaazmai pukaring
vafas aa jao nah plzzzzzzzzzz ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
teri nazara hai mujh pe meri nazar hai tujh pe lalalalalaaaaa
*gana gaing barish mai *
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
haan mera mood theek hi hota hai
bas kabhi kabhi udaas ho jaati hoon ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
dowry mei kia milay ga :-|
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
main kabhi udaas nahi hota pata nahi kio:bummer:
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
confused gadha
![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
pata nahi, loog kehtey hain key main kabhi serious nahi hota, her baat main kuch na kuch nakal ker hansna shuru ker deta hoo phir chahey kissi ki bimary ki hi khabar kio na hoo:D
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
Baat sirf paan ki hai to theek hai,
choona laganay ki zaroorat neheen,![]()
Yeh kaam to main zamanay say karta hoon…![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
tumhe dowry ki parhi hai..?
a real lover would never ask for dowry..![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
Toronto ka tou nahi ..haan amreeka ka visa mil sakta hai ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
Yar Gerrard kay alawa aur kaun sa thikana hay paan kaa :love:
Waisay tu ab 2 saal honay ko aiey hain toronto main laikin Gerrard kay alawa kabhi kissi Desi illaqay ka chakkar nahi lagaya. Haan aik woo karachi bazar on Hwy10 and Dundas, udhar bhi paan mill jata hay.
Please give some tips ![]()
![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
haan.. aur phir massage karounga.. woh bhi garam tail wala..
![]()
Dania.. haan . to koi pasand aaya.. yah youn kahoun.. hum ko nahee chor saktee tum ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
yaar JB.. tussi toronto main ho.. ? sachee :blink blink:
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
Piarey James Bahi Mujhe to khud paan khaye howey bohet waqt guzaar giya
Jab karachi jata hoo to aik adha zaroor try kerta hoo kabhi kabhi dil hota hain tun honey ko, main nacheez aap ko kia tips dey sakta hoo *kia paan wala samjah hain *