Mujh sey Shaadi karo gay?

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

Dano.. :blush:

shayad Dshah ko bhi join karna hai :smiley:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

haan kyun nahi..zaroor zaroor :grumpy:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

acha yaaroun.. main off. gotta do some work..
miltay hain break keh baad..

Sleep tight and enjoy .:)

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

nahiiiin :crying:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

meray bhai confuse ghaday ko chor kar kese or ke hona hmmmmm i hate :naraz:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

meyra intizaar met kerna, main available nahi hoo :snooty:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

Dania tum abhee tak larka dhoondne mein lagee ho…2001 mein to koi aik tha tumahre paas…usko pakka ke kha gayeen kia? :rolleyes:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

Wait for 3 months…
Laikin kia Toronto ka visa bhi milayga…:blush:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

kyun nehi :smilestar:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

Aap ko sirf Patti wala pan miley ga woh bhi chuna laga key

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

:sleep2:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

agar main ney apney app ko candidate ky list likhwa diya to tumhara kia hoga

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

uth jaoo tram 4 nikkel gai:D

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

:smack: yeh ab.. tum kab tak mujhe remind karwate jaoge..:bummer:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

:omg:
wraak

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

wraak..? kaisa wraak..? meri wajah se tumhari tram miss hui hai kya..? :konfused:

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

OK laat maar tell me how are you

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

:hehe:
main theek hoon..a little bit stressed out.. how abt u..?

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

theek thak, aaj yaha amsterdam main mossem acha hain, tumharey pind ka kia haal hain

Re: Mujh sey Shaadi karo gay?

hmmm.. kaafi acha hai.. is waqt dhoop hi dhoop..:sunny: