Jis Jis ko karnee hai..apni entree yahan likhwa lain..![]()
sab ka interview lay kar phir final karoon gee kah kon…
mera “woh” ban sakta hai ![]()
except Confused Gadha…![]()
Jis Jis ko karnee hai..apni entree yahan likhwa lain..![]()
sab ka interview lay kar phir final karoon gee kah kon…
mera “woh” ban sakta hai ![]()
except Confused Gadha…![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
can I have CG then
:D?
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
haan sure..why not..lay lo yaar..main bhi ek sey bore hogayee
![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
chalo meray liyay to zada acha hai.. ;) EMM chalain phir.. ;)
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
haaN yaar, mainey bhi larkouN ka dabba…err… I mean bohut use kar liye abb aik hi chahyeh ![]()
CG: souch lou! ulti na parh jaouN tumhay ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
achee tarha soch samajh kar Emm ko...hehehe..kahin galay na parr jai..waisay yahan aur bhi bohat see mil jain gee ;)
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
Interview k sath phoyo bhi shrt honi chahiy.
Kia "US" ki shakal nahi dikho gi.
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
shakal main kya rakha hai..:p
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
aray humaray galay kon paray gaa. ulta hum par jayaingay us keh galay ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
CG: sharam karou…sabb kay saamnay tou raaz ki bateiN na bataou ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
kahan ho? :p
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
meray tou aaj tak nahi paray ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
EMM - tumhain gadhay achhay lagtay haiN ?
main tu bilkul gadha hooN ![]()
Idhar udhar daikhnay ki kyaa zaroorat hay ![]()
![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
mujhay aap jaisay gadhay achay lagtay hain..tou kya khayal hai phir? ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
uncle bhaandayyy I wana talk to u too :(
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
mairaay alawa aur kiss qism kay gadhay available hain market main ![]()
![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
EMM.. jiss nay kee sharam uske phootay karam ![]()
Dania.. yeh thread phir kiss liya khuli hai ![]()
JBhanda..!
haha.. EMM main to phr bhi confused houn.. yeh to.. ![]()
Re: Mujh sey Shaadi karo gay?
kya gadhay? tum gadhon ka kya karo gay? ![]()
JBhanda bohat qismain hain..batanay lagee na tou subha hojai gee ![]()
CG ![]()