Mujh say bichar kar .....!

[thumb=B]for2kl.JPG[/thumb]

Iss nay mujh sey
apnay baray main pocha tha
kay batao mujhay tum
mujh say bichar kar kaisi ho
raatien bey khwaub karti hoo?

ya sapnoo kay taj mahal main rehti hoo?
main nay koray kaghaz per
lahu kay chand katray
hurf ki jagha baha diye
aur batadia
apnoo say bichar kar bhi
koi apni zindagi guzaray
Mushkil hi nahin namumkin hai !!

Lamhay!

Nice 1 lamhay

beautiful yar… kya kehny.. :k:

nice :)

Wah :k:
Xcellent poetry and keep it up !

thanks wg ,nazam, as sweet as and amarbail!

Lamhay keep it up.... that is beautiful....

Tujhay say bichar kar zindaha hain
Jaan bohat sharminda hain....

pata nahi kis ka hia aur kis kay liya kaha hai

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Lamhay keep it up.... that is beautiful....

Tujhay say bichar kar zindaha hain
Jaan bohat sharminda hain....

pata nahi kis ka hia aur kis kay liya kaha hai
[/QUOTE]

lolzzz any way thanks dilsay ji!

lajavab:k::k:
thanks lamahy for sharing:)

Chalain wo pasand nahyi aya tu ya kasa hai...

Mujah say bechar kar jo aaj baray sakoon main hai
Kabhi wo shaksh maray wastay azab main tha

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Chalain wo pasand nahyi aya tu ya kasa hai...

Mujah say bechar kar jo aaj baray sakoon main hai
Kabhi wo shaksh maray wastay azab main tha
[/QUOTE]

Nice shair Dilsay ji kia kehna!

goodie :k:

nice one lamhay sis thanks 4 sharin..:)

wah…beautiful :flower1:

beautiful :k:

zabar10

[QUOTE]
nice one lamhay but mujhey apa ki wuh poem bahut pasand aai thi ABHI KUCH DARD BAQI HAI.............this is too good one cogratulations
[/QUOTE]

WaH:flower1:…

lo

bohet KHOOOOOBBBBBB

Suicidal Caryla