Mujh say bichar kar .....!

Re: Mujh say bichar kar …!

Buhat khoob Lamhay. Buhat achee nazm hai, touchy but sensible :k:

Re: Mujh say bichar kar .....!

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
Iss nay mujh sey
apnay baray main pocha tha
kay batao mujhay tum
mujh say bichar kar kaisi ho
raatien bey khwaub karti hoo?

ya sapnoo kay taj mahal main rehti hoo?
main nay koray kaghaz per
lahu kay chand katray
hurf ki jagha baha diye
aur batadia
apnoo say bichar kar bhi
koi apni zindagi guzaray
Mushkil hi nahin namumkin hai !!

Lamhay!
[/QUOTE]
Wah...So Good... Keep writing Lamhay...:~)

nice:k: