Muhawra-baazi

Re: Muhawra-baazi

haddi joR ek kar dena (daal/alif)

Re: Muhawra-baazi

Anaari ka :smack2: Yah Fahashi kay zumray main aata hay

Aik Anaar So Beemar :wink:

Bay/Ray

Re: Muhawra-baazi

Bade miyan to bade miyan chotay miyan subhanallah

Re: Muhawra-baazi

haathii mar kar bhii savaa laakh kaa hotaa hai! :)

Re: Muhawra-baazi

haathi ke paoN mein sab kaa paoN

pey/noon

Re: Muhawra-baazi

hath kangan ko aarsi kia, padhe likhe ko Farsi kia

Re: Muhawra-baazi

naakon chane chabwana

Re: Muhawra-baazi

aao dekhaa na taao

Re: Muhawra-baazi

tail dekho, tail ki dhaar dekho :snooty:

Re: Muhawra-baazi

duur key dhol suhaaney

Re: Muhawra-baazi

seene pe moong dalna

Re: Muhawra-baazi

daaNtoN tale uNglii dabaanaa ... [kisii kaa chhat pe 'haaye Allah!'...kahnaa yaad aa gayaa?] "cb:

Re: Muhawra-baazi

aankh ojhal, pahaR ojhal

Re: Muhawra-baazi

laaton ke bhot baaton sey nahin maantey

Re: Muhawra-baazi

yah Munh aur Masoor key daal :barbie:

Re: Muhawra-baazi

dariya mein rehna aur magar-mach sey bair

Re: Muhawra-baazi

Billi ko khawab main Cheechray he nazar aatay hain

Re: Muhawra-baazi

*na terii na merii, chal sasur khaderii *:D

Re: Muhawra-baazi

Kawa chala huns ki chaal, apni chaal hi bhool gaya