Muhawra-baazi

Re: Muhawra-baazi

:hmmm: ab aage (he/ye se muhawra)

Re: Muhawra-baazi

hathi kay dant, khanay kay aur, dikhany kay aur

Re: Muhawra-baazi

Raat gai, baat gai (gaaf/ye)

Re: Muhawra-baazi

Yeh monh aur masoor ki daal...

Re: Muhawra-baazi

do mulaon main murghi haraam

(he halwe wali / meem)

Re: Muhawra-baazi

nahi pata...

Re: Muhawra-baazi

lets wait....

Re: Muhawra-baazi

halwaai ki dukaan aur dada ji ki fateha

fey/ he halwe wali

Re: Muhawra-baazi

muun mein ghee shakar

Re: Muhawra-baazi

fauladi deewar bun jana?

jeem/alif

Re: Muhawra-baazi

shatr e be-muhaar ho jana

jeem/alif

Re: Muhawra-baazi

woh seesa pilai hui deewar nahin hoti?

Re: Muhawra-baazi

acha to phir.. far far bolna (be/alif)

Re: Muhawra-baazi

bili ke khwaab mein cheechRay

chey/ye

Re: Muhawra-baazi

chhatti ka doodh yaad dilana / aana

daal/alif

Re: Muhawra-baazi

dukh bharein bi fakhta aur kawwey khaein andey

alif/ye

Re: Muhawra-baazi

ik teer se do shikar karna

kaaf/alif

Re: Muhawra-baazi

kawwa chala hans ki chaal, apni chaal bhool gaya

gaaf/alif

Re: Muhawra-baazi

gadhe ghoRay bech kar sona

seen/alif

Re: Muhawra-baazi

saajhey ki handiya chouraahey mein phoot-ti hai

hey/ye