Muhawra-baazi

Lets check our knowledge of Urdu/ Hindi Muhawras in bait-bazi style.

A poster will post a Muhawra and the next poster will have to post a muhawra with the first / last letter of the last world in previous muhawra.

simple? lets start…

Chor ki daaRhi main tinka

te/ alif se muhawra

Re: Muhawra-baazi

aik anaar sou beemaar

bey/rey

Re: Muhawra-baazi

Baghal mein bacha shehar mein dhandora :cb:

Re: Muhawra-baazi

aaNkhoN meN suvar kaa baal aanaa

alif se

Re: Muhawra-baazi

andhoun mein kaana raja

rey

Re: Muhawra-baazi

Rab rakkhe jise, kaun chakkhe use

alif/ye se

Re: Muhawra-baazi

oont k munh mein zeera :cb:

Re: Muhawra-baazi

zabardat kaa thainga sar par

pey/rey

Re: Muhawra-baazi

pani pani ho jana

jeem/alif

Re: Muhawra-baazi

jis ki laathi uss ki bhains

bey/seen

Re: Muhawra-baazi

sau sunaar ki , el lohaar ki (kaaf /ye)

Re: Muhawra-baazi

Kaam ka na kaaj ka, dushman anaj ka.....

Re: Muhawra-baazi

kamar kass lena

laam/ alif

Re: Muhawra-baazi

Andhy kay hath bateer aana...

Re: Muhawra-baazi

Ulti ganga behna (be/alif)

Re: Muhawra-baazi

Andha banty revariyan, apno apno ko dey....

Re: Muhawra-baazi

Andha bante revRiyan apno main...

Meem se:

Mulla ki daur masjid tak

te/ kaaf

Re: Muhawra-baazi

Tum apny haal main mast, ham apni khal main mast....

Re: Muhawra-baazi

ye muhawra hai?

taali do hathon se hi bajti hai (he/ye)

Re: Muhawra-baazi


Restored attachments: