Re: Muhabbat Farz hoti to kiya hota?
lol…lagtaa hai samajh meN nahiiN aayii baat! ![]()
voii to…‘kahaN Raja Bhoj aur kahaN Gangu teli’ ![]()
ab kia koii 10 baar kahe k khaayiiN meN kood jaao to kia tum kood jaaogii? ![]()
tum ne kahaa k tumhaare UN kaa naam ‘R’ se shuruu hotaa hai…R se Rat hotaa hai to Rat aur Kangaroo clip meN interchangeable haiN na? beTaa samajhtaa hai k RAT hai, magar baap piT ke aa jaataa hai to beTe ko sharm aatii hai k uskaa baap chhoTe se choohe se piT gayaa…ab beTe ko kia pataa thaa k RAT ek Kangaroo se badal gayaa hai aur band kamre meN baap Kangaroo se piT ke aayaa hai…
…ab samajh aayii R kaa ta’alluq?