MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

maiN nay hat-ul-imaakaan koshish kee thee kaY iss dhagay maiN muhaavray aisay somo dooN jaisay dariyaa ko koozay maiN bund kar diYaa jaaye laikin urdu urdu hai:jhanda:

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

oh ho i saw this thread after such a long time..prrhnay kay baad haathon kay totay urr gaye

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

jungle maiN mo'or nacha kiss nai daikha...mahavaroN key dast badast jang miss kir di...khair...

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

waisay firadiyay XBCD ki rut nai tumhari dukhti rug daba di...

~ ya'ad maazi azzaab hai yarab...
~ che'in lai firadiyay sai hafzaa is ka.

: D

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

Yaar my toungue is all tied up after read the first couple of them.... :(

Can you write in urdu? do you have a software? :(

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

zabardast thread man :k:

learning a lot :smiley:

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

Mehmood Ghaznawi nay somnat par hamlay kar keh … ke kushtoon kay pushtay laga diye.

I win…:hooray:

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

:disgust:

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

^
maiN naY aisaa kiyaa keh diyaa kaY aap naak par makhi bhee naheeN beThanaY daY raheeN :hoonh:?

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

"""Haath kangan ko Aaarsi kiya"""

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

Ye kaha hai aap nay.:disgust:

Mun danam Farsi wa doost daram guft-e-een.

Re: MuhaavroN aur Zarb-ul-Amsaal ko JumloN maiN istemaal karaiN

Iss ko kehtaY haiN:

GaRhaY murdaY ukhaaRna.