Mother in law's boyfriend

Re: Mother in law’s boyfriend

mein ne yeh baat agar shadi k nearly 3 years bad kahi hai to khuch to pata ho ga to bf kaha hai na____ koi 3 din ya haftay maheenay nai huey is ghar mein rehtay
and obviously agar woh ghar mein das jhoot bol k aur uncle k ilam mein laye baghere sham 8 se raat k 1_2 bajay tak gayeb hein aur yeh bata k gayi hein k woh us aunty k ghar khatam peh ja rahi hein jo aaj tak hamaray ghar kabhi khatam kya kisi ki death peh b nahin ayi aur na hum jantay hein aur na dekha hai to phr? aur mein ne bataya na k un k bf ko aus bf ki puri family ko janti hn mein__ jab woh log yahan apnay relatives ko visit karnay 2_3 hafton k liye atay hein to sirf tab hi aunty k har raat bahir k chakar kyun lagtay hein ?? aur calls b landline ki bajaye phr mobile peh ati hein ??