Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
khwaab to bohat bikhre hain, ek khwaab aur sahi
yaad ker ke tujhe ker lete hain aj, ek gunaah aur sahi
aansooo to bohat bahaye hain, aj phir aankh nam sahi
kaampte hoton pe aaj phir tera naam, ek baar aur sahi
zindagi ne sab kuch bhulana sikha dia, ek tujhe hi na bhula saka bas
aaj tujhe b bhulane ki koshish, ek baar aur sahi...