Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
Hai Khaak hui jal kar, hasrat e mohabbat,
Chingaariyon ko Bujhhti, hawa kion nahi Daitay?
On Ur Reply ![]()
Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
Hai Khaak hui jal kar, hasrat e mohabbat,
Chingaariyon ko Bujhhti, hawa kion nahi Daitay?
On Ur Reply ![]()
Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
Ikk diya dil mein jalaana bujha bhi dayna
Yaad karna bhi uasay rooz bhula bhi dayna
Kya khaon ye maree chahat hai k nafarat us ki
Naam lkihna bhi mera likh k mita bhi dayna
Khaat bhi likhna usay mayoos bhi rahna us say
jurm karna magar khud ko saza bhi dayna
Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
Kabhi chaho gay toh chahat se bulayen gay tumhe
dard e dil hota hai kya yeh dikayen gay tumhe
muhabat hoti hai kya muhabbat ker kay dekh lena
phir mere pass ana kuch aur batayen gay tumhe
Kabhi na ayen ankh men ansoo toh aisa kerna
Ek shaam mere pass ana bohat rulayen gay tumhe
har pal raho gay bechain muhabbat main
Khayal ban kar pal pal satayen gay tumhe
Pochte ho jo zinda rehne ka sabab
Chalo kisi roz ZINDAGI se milwayen gay tumhe
Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
zindagi k mele main
khvahishon k rele main
tum se kya kahen jana
is qadar jhamele main
vaqt ki ravani hai
bakht ki girani hai
sakht bezamini hai
sakht lamakani hai
hijr k samandar main
takht aur takhte ki
ek hi kahani hai
tum ko jo sunani hai
bat go zara si hai
bat umr bhar ki hai
umr bhar ki baten kab
do ghari main hoti hain
dard k samandar main
anginat jaziren hain
beshumar moti hain
ankh k dariche main
tum ne jo sajaya tha
bat us diye ki hai
bat us gile ki hai
jo lahu ki khilvat main
chor ban k ata hai
lafz k fasilon par
tut tut jata hai
zindagi se lambi hai
bat ratjage ki hai
raste main kaise ho
bat takhliye ki hai
takhliye ki baton main
guftagu izafi hai
pyar karne valon ko
ik nigah kafi hai
ho saky to sun jao
ek din akale main
tum se kya kahen jana
is qadar jhamele main ...
Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
khwaab to bohat bikhre hain, ek khwaab aur sahi
yaad ker ke tujhe ker lete hain aj, ek gunaah aur sahi
aansooo to bohat bahaye hain, aj phir aankh nam sahi
kaampte hoton pe aaj phir tera naam, ek baar aur sahi
zindagi ne sab kuch bhulana sikha dia, ek tujhe hi na bhula saka bas
aaj tujhe b bhulane ki koshish, ek baar aur sahi...
Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
khwaab to bohat bikhre hain, ek khwaab aur sahi
yaad ker ke tujhe ker lete hain aj, ek gunaah aur sahi aansooo to bohat bahaye hain, aj phir aankh nam sahi kaampte hoton pe aaj phir tera naam, ek baar aur sahi zindagi ne sab kuch bhulana sikha dia, ek tujhe hi na bhula saka bas
aaj tujhe b bhulane ki koshish, ek baar aur sahi...
very nice!
Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
Hamein to kaatni hai sham-e-gham mein zindagi apni
Jahan woh hain wahin aiye chaand le jaa chaandni apni
BeInG LoN3ly !!! siD !!!