Re: Most Favourite Intikhaab ZindaGi K Naam II
Ikk diya dil mein jalaana bujha bhi dayna
Yaad karna bhi uasay rooz bhula bhi dayna
Kya khaon ye maree chahat hai k nafarat us ki
Naam lkihna bhi mera likh k mita bhi dayna
Khaat bhi likhna usay mayoos bhi rahna us say
jurm karna magar khud ko saza bhi dayna