Mosam Aur Hoga...

Nahii hai rutt yeh milney ki wo mosam aur hi ho gaa
Tere aaney ki ghariyoun ka wo alaam aur hi ho gaa

Koi madham mehak aaker galey ka haar bantii hai
Udassi hijar ki jaisey wasaal e yaar bantii hai
Tere phoolon se honton per tabassum aur hi ho gaa

Jahan jis mein rifaqaat ki khushi mehsoos hotii hai
Muhabbat jis mein har cheez daymii mehsoos hotii hai
Hamarey haal ke razoon ka muharam aur hi ho gaa

By:Munir Niazi

Beautiful sharing Nayab..:k:

Re: Mosam Aur Hoga...

nice!!!!

Re: Mosam Aur Hoga…

..:k:

Re: Mosam Aur Hoga...

very nice

Re: Mosam Aur Hoga…

umda choice nayab :k:

Re: Mosam Aur Hoga…

beautiful sharing :k:

Re: Mosam Aur Hoga...

a cool sharing Nayab G

Re: Mosam Aur Hoga...

Thanks alot.....
Aryaan,Sana,Decent felow,Teraay naam,Being lonely,Ali & Gypsy lonely

Re: Mosam Aur Hoga...

wah wah

:lajawab:

Re: Mosam Aur Hoga…

Hai Munir Niazi :lajawab:

:lajawab:

Re: Mosam Aur Hoga...

Buhat buhat shukriya..... Sannan,Maya,Precious khan & Saqi the angel

Re: Mosam Aur Hoga...

lovely!!

Re: Mosam Aur Hoga...

Thanks.... Bella