Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

very nice

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

beautiful

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Madiha wonder ashaar :bb: i just simply love em !

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Ts jee nice sharings :) hope u vl continue wid ashaar not wid nazam :)

vl c ur reply tomorow :)

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

SJ well sharing :) hope u'll keep comin :)

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

hum millay be to kiya millay wohie doriyain wohie fasalay,
na kabie tumharie jehjhik gie na kabie humary kadem baray,

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Mujh ko chaho magar itni bhi mohbbat na karo
Ke zindagi tumse bicherney pe saza ho jaaey

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Umdaa Ts :k:

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Uske Bina Zindagi Main Roshni Nahi,
Jaisey Suraj Ke bina Aasaman Nahi...

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Koi Aaansu Tere Daaman Pe Gira Kar
Boond Ko Moti Bana'na Chahta Hoon

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

thnx Sid :slight_smile:

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

:)

Vasal

Badhta raha badan mein mere dum ba dum lahu
Seene pe tha wo dast-e-heenai tamaam raat

Insha Jee

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Vasal

Meri aankhein aur deedaar aap ka
Ya qayaamat aa gayi yaa khwab hai

Aasi Ghazipuri

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Bewafai

Kal tak to aashna the magar aaj ghair ho
Do din mein yeh mizaaj hai aage to khair ho

Daagh

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Bewafai

Jab itni bewafai par dil usko pyaar kartaa hai
To Ya RAB woh sitamgar bawafa hota to kya hota

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Dard

Na tadapne ki ijaazat hai na faryaad ki hai
Ghut ke mar jaaun yeh marzi mere sayyaad ki hai

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

very nice!!

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Thanks Madiha :)

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Jigar ka aik shair juz dedicated to you ~

Laakhon mein intekhaab ke qaabil bana diya
Jis dil ko tumne dekh liya dil bana diya

BeInG lOn3ly !!! Sid !!!