Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Meer Taqi Meer Ka Aik Shair Jo Mujhe Bohat Pasand Hai ~ ~~

Vasl Mein Rang Urr Gaya Mera
Kya Judaai Ko Moonh Dikhayenge

Re: Mohabbat,Vasal,Furqat,Yaad,Dard,Bewafai

Laakhon mein intekhaab ke qaabil bana diya
Jis dil ko tumne dekh liya dil bana diya

veryyyy nice!!