mohabbat kya hai

Re: mohabbat kya hai

Ilm share karnay say kam nahi hota:layd:

Yeh alag baat hai jab Bat raha hota hai , to main so rahi hoti hoon:bummer:

Re: mohabbat kya hai

kitni buri baat hai.. meri chamchi honaY kaY bawajood :omg:

Re: mohabbat kya hai

aap k dimaag main kya saroor aaya hai
ab Iqbal ka kalaam yaad aaya hai
Iqbal k ilawa aur bhi baday shaer hain
lakin kuch logon k liyay wo un k khuda hain

Re: mohabbat kya hai


yaar maiN maan gayaa aap bahut azeem shaair haiN...
shaabash! keep up the good work

Re: mohabbat kya hai

App ki Chamchi hoon

App hi ke nakshay kadam par chaloon gi

Yaad karein khahin aap bhi aisa hi to nahi kiya karte the??

:layd:

Re: mohabbat kya hai

mujhaY aisaa kuch yaad naheeN :snooty:

Re: mohabbat kya hai

Par aap ke Teachers ko zaroor yaar hoga

:layd:

Re: mohabbat kya hai

unhaiN sirf maiN yaad hooN gaa :layd:

Re: mohabbat kya hai

:layd:

Yaad unhein kiya jata hai

Jin main kuch khaas ho:rotfl:

Re: mohabbat kya hai

tumhaiN iss baat maiN shak hai :aq:?

Re: mohabbat kya hai

"shaabash! "
to aap nay shabashi karna bhi seekh rakha hai.
kyaa shaaeri k aap baday ustaad hain?
ya yoon hi apnay aap ko banaayay phirtay hain?

Re: mohabbat kya hai

naheeN yaar.. aap hee bahut baRay ho…

ustaad mera matlab hai :hehe:

Re: mohabbat kya hai

logon ko shabhasshain datey nahin phirtay
ye dikhlaanay k liyay k kitnay mahaan hain

sirf nazmain aur ghazlain hi partay hain
kabhi kabhi Iqbal ka bhi zikr kartay hain

Re: mohabbat kya hai

Urdu ka janaazah hai
zaraa dhoom saY UThaY :rolleyes:

Re: mohabbat kya hai

kabr ki khudaaii us nay kar daali hai?

Re: mohabbat kya hai

it should have been in poetry section. wrong place

Re: mohabbat kya hai

no one knows..ask the ones that are actually involved!!:clown:

Re: mohabbat kya hai

Muhabbat aik aisa drya he k barish rooth bhi jaye tu iska pani kam nahi hota......

Re: mohabbat kya hai

since no one knows
so no one is actually involved
sabhi dil laggi main laggay hain!

Re: mohabbat kya hai

tab pani kahan se aata hai?
mohabbat se?
kya mohabbat pani se bhari hai?

pigli huee hai?
jism jab garm hot hai
to isko thanda kar deti hai?