mohabbat kya hai

Re: mohabbat kya hai

Aadaab arz hai jhuk kar kornish bajaa laanaY waala icon

Re: mohabbat kya hai

Nahi yeh sleep-disorder hy :smokin2:

Re: mohabbat kya hai

Bary dramy baz woh woh bhi mughliya style ky:D

Re: mohabbat kya hai

Jahan AQ

Wahan AQ ki chamchi:layd:

Re: mohabbat kya hai

Dramay baazoN kee kami naheeN Ghaalib
Ik dhooNdho, hazaar miltaY haiN :wink:

Re: mohabbat kya hai

yeh shair-o-shaairi wala thread hai…
koi apnaY ustaad kaa naam roshan karo
aur koi tau ghazal ya nazm pesh karo

:layd:

Re: mohabbat kya hai

aray dost
kuch mohabbat ki baat bhi jaantay ho
ya logon ko* criticise* karnay hi aatay ho
kuch aur nahin aata
to par lo, kuch rumi ko bhi par lo
angrezi nahin aati
to urdu main hi par lo

Re: mohabbat kya hai

Chamchi is working on it

Jaldi log aap ka autograph lene aain ge

Mere waja say

:layd:

Re: mohabbat kya hai

Jis ny tum sy ulfat na jattai
Kia kehtyho osy muhabat na ai:aq:

Re: mohabbat kya hai


aap kee "zameeN" maiN kuch zalzala saa aayaa hai
Kiyaa Iqbal bhee kabhi aap kee samajh maiN aayaa hai
jo kartaY haiN tanqeed, behtri kaY liye bhee
haiN wohi "mardaan-e-Khud aagah-o-khudaa mast"

Re: mohabbat kya hai

**Hoy dost tum jis ky **
**Dushman os ka **
Asman kion ho :whistling

Re: mohabbat kya hai

:rotfl:

you are my bestest student :omg:

Re: mohabbat kya hai

aap ko baday kanoon aatay hain
badi nazmain aur ghazalain aati hain

in k ilawaa duniya main aur bhi badi shaeri hai
kuch aur bhi par lo, kuch aur bhi seekh lo

Rumi ki mohabbat yeh bhi par lo -
ghazlon aur nazmon main hi na paray raho

I have phrases and pages memorized
but nothing can be told of love.
You must wait until you and I
are living together.
In the conversation we’ll have
then…be patient…then.

tr. Coleman barks

Re: mohabbat kya hai

Siasat dan banny ka bra shooq hy:D


Re: mohabbat kya hai

Haan

Asmaan bhi AQ ka student hai

aur humari koi dushmani nahi hai

Kyun ke Chamchi jhagra nahi karti

:layd:

AQ Rocks

:layd:

Re: mohabbat kya hai


khudaa kee qasam mujhaY kanoon naheeN aataY haiN
kuch aur shaairi kaa kiyaa achaar daalooN gaa?
Allah bachaaye chichori SMS shaairi saY
kaY uss kaY baa'd baRi laRkiouN kaY peghaam aataY haiN

Re: mohabbat kya hai

:what: :sadaf:

Re: mohabbat kya hai

Please, avoid Copy-paste :D

Re: mohabbat kya hai

Koi Mushkil hai

AQ say poocho

Woh sab jantay hain:layd:

Copy karna bhi ek art hai

First paste it in note pad and then

try posting here

This wont happen:layd:

Re: mohabbat kya hai

haaN haaN!..

tum bun jaao inn subb kee ustaani saahiba :hehe: