mohabbat kya hai

*mohabbat kya hai
kya balaa hai

na milay to mushkil
milay to bhi mushkil

zindgi ka yeh haal hai
aap ka kya khyaal hai*

Re: mohabbat kya hai

its a poem!! wrong place :D

Re: mohabbat kya hai

Mujhe kya pata

main to masoom hoona:blush:

Re: mohabbat kya hai

OK, please read it as follows.

mohabbat kya hai? kya balaa hai? na milay to mushkil. milay to bhi mushkil. zindgi ka yeh haal hai. aap ka kya khyaal ha?

Still a poem? Still wrong forum?

Re: mohabbat kya hai

:D

did i say something?

mohabat hai kya cheez
me innocent in zis field :D

Re: mohabbat kya hai

koee innocent hain
koee hain masoom

kya sub bachay hain?
sub kanwaaray hain?

Re: mohabbat kya hai

yeps sub kanwaaray aur kanwaary :D

Re: mohabbat kya hai

haaey khuda yeh kyaa huaa
mohabbat nahin aayi

ya

larkion nay jootian maari
reh gayey sub kanwaary k kanwaaray

Re: mohabbat kya hai

haaye Khuda!

aaj kal k kanwaray jootion ko feed parna parta hain
bholo kyoun?
kyoun kyoun?
kyoun sab kanwaray ek kuri ko nahin pasaand karte hai

isliye mohabat is nt valuable

Re: mohabbat kya hai

pakorai kahani ka dil kar rha hai.. :bummer:

Re: mohabbat kya hai

^ i knw

Re: mohabbat kya hai

:wave:

Jpari ..i m back

yeh mohabbit hote kiya hai :chai:

Re: mohabbat kya hai

yeh kis ki hai aahat?
dekho to zaara
barfi!!!

aaaaaaaa brfi saheb
mohabbat kya hai?

Re: mohabbat kya hai

When I am with you, we stay up all night,
When you're not here, I can't get to sleep.
Praise God for these two insomnias!
And the difference between them.

-Rumi
Translator: Coleman Barks

jab meray saath hoti ho
main so nahin paata
jab saath nahin hoti ho
to bhi so nahin paata

khuda se poocho
meri neend haraam kyon huee hai
aur in main kyaa faraq hai
(kya yeh mohabbat hai?)

Re: mohabbat kya hai

im nt understanding anything :(

Re: mohabbat kya hai

muge kush samaj nahi aa rahe ...:)

aahat ka tou pata nahi ...chk ur face wall .:)

Re: mohabbat kya hai

rkopra .....edit ur post ...its ____ paste ..:p

Re: mohabbat kya hai

Sorry folks, I was facing problem posting it after changing the edit mode. Please go back to read what is love a la Rumi.

Re: mohabbat kya hai

mera yeh khiyaal hai
haal aap kaa bay haal hai
pehlaY sho’ra-e-Gupshup kee jaaN pakRi
meraY dost! aap nay tau shaairi kee “baaNh” pakRi :cb:
qafiye, radeef milai aap nay
bazlah sanji saY jaaN chuRaai aap naY
Ik “ZameeN” pakRi aur bahaa diyaa alfaaz kaa dhaaraa
Cafe` maiN manaanaY laggaY aap tau Jashan-e-bahaaraaN :faizy:

Re: mohabbat kya hai

^^ Wah Wah wah!