mita day

Mitta de apni hasti ko agar kuch martaba chaahata hai

Ke daana khaak mein mil kar gul-e-gulzaar hota hai

Koe explain karega last line ko?

Re: mita day

its is related to allah naa :hmmm:

phir bataun gi

Re: mita day

Ke daana khaak mein mil kar gul-e-gulzaar hota hai...

yeh tu bara asan sa hai

Re: mita day

agye humarey teacher :p

Re: mita day

.

Re: mita day

mere liye asan hota tou poochti kyon ?:emmy:

Aap bata dijiye :smiley:

Re: mita day

Hmm :hmmm:

Re: mita day

:confused:

Re: mita day

main bhi yehi lihkney wali thi :snooty:

Allah ka qurb hasil ker leta hai woo …means taqwaa

Re: mita day

Thank you cutenice and fariha for explaining :)

Re: mita day

no thanks rules nahi pata gs ke :emmy:

Most welcome :hat:

sara credit main le gayi khargosh sahab :zobo:

Re: mita day

ji bilkul fariha ji…mera salam qabool karain…

Re: mita day

walaikum asalam ma assalama :omg:

Re: mita day

:waves: all

Re: mita day

Shayer ne shadeed comprise ko bayaan kiya hai yahan
yani ..

Apnay lioey tou sabhee jeetay hain dusron k liey jiyein tou baat hai. and yeh muqaam sirf uss waqt haasil ho sakta hai jab Insan Allah se muhabbat karay

Re: mita day

nam ka asar hota hy bilkul ab smjh a gaye ye bat :hmmm:

Re: mita day

wo kaise ?:konfused:

Re: mita day

ahan.

Re: mita day

title parho or socho :slight_smile:

Re: mita day

Rozaydar se sochne ka kaam na krwao :emmy: