meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

meray dil ki hai yehi arzoo mujhay tohi bus mila karay yoohi chaahay mujh ko taamam umar na shikaitain na gila karay

meri chahtain, meri khwahishain, meri zindagi hai teraay liye
meri rub say yehi dua hai bus..tujhay koi na mujh say juda karay

meray khwaab meray ye rut jagay meri neend bhi hai teray liye
meri zindagi jo bachi hai ab; teray naam is ko khuda karay

mujhay zindagi say gila nahi mujay tujh say bus yehi a’as hai
mai bhi chahoo’n tujh ko sada yoohi tu wafa karay ya jafa karay

ye woh fa’aslay hain meray sanam jinhay koi bhi na mita saka
ye to feslay hain naseeb kay inhay kasay koi mita karay

meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi asaki
yehi ashq mera naseeb hain koi gul khushi ka khila karay

3 Likes

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

very nice moderator sahiba :)

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

[quote="Shab-e-Hijar, post:1502, topic:166131"]

* meray dil ki hai yehi arzoo mujhay tohi bus mila karay yoohi chaahay mujh ko taamam umar na shikaitain na gila karay It shuld be like Mairay Dil Key Hai Arzoo Mujhay Tu He Buss Milla Karay Yunhi Chahay Mujh Ku Tamaam Umer Sirf Shikayatain Or Gilla Karay P.S Nice shairing Shab-e-Hijr:) *

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

wow Superb superb and superb mujhe bohat achi lagi Superb Sharing Shab g Weldone

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

ye woh fa'aslay hain meray sanam jinhay koi bhi na mita saka
ye to feslay hain naseeb kay inhay kasay koi mita karay

meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi asaki
yehi ashq mera naseeb hain koi gul khushi ka khila karay

waah g bahut umda
taqdeer o naseeb k pabund to nibaaataat o jamadaat hunday g :)
apni dunya (koi bhee) khud paida karain agar jindoon main hain

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

:lajawab:

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

innocent wishes
nice sharing :k:

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

Beautiful Shabooo :)

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

[quote=“muddii, post:28, topic:179039”]

lol
I thought the same :cb:

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

koyal jano kidhar gaieb ho :(

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

Bohat Umdah Shab-e-Hijar..:k:

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

bohot khoob shaboo :k:

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

beautiful :lajawab:

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

thanks all :flower1:

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

:ASA:

:halo:

Re: meri zindagi mai khizaan hai bus na bahar kabhi aski

:barbie:

:smilestar: