Re: Meri Pasand ki 10 Ghazlen / Nazmen (ehsan uncle)
aap samjhay nahi janab, jati hoi sham may jab aap kabhi bethain akelay may tu aksar aap aglay din k mutalik kuch na kuch soch rahay hotay hain, or umeed ka taluk waqat say nai hota, us ka taluk soch say hota hai or subha ko ziyada tar naye doar k aghaz k liyay link kiya jata hai…or yahan shaier ko aik haseen sham may mahboob k anay ki umeed hai, or second explanation may insan khush feham k toor pay umeed laga k betha hota hai k jaisay kabhi burhapa aye ga he nai ya sab jawani k door jaisa hai, lakin wo jb yaad ayee bohat yaad ayeee