1- Hisaab-e-Umer ka itna sa Goshwara hay Tumhain nikaal k daikha to sub khasara hay Ye darya k do kinaray to ho gay, hum tum! Magar wo kon hay jo teesra kinara hay
(Amjad Isalam Amjad)
2- Sikwah-e-Zulmat-e-shab say to behtar tha Apnay hissay ki koi shama jalatay jatay
3- Suna hay waqat Marham hay Zamanay bhar k Zakhmoon ka So ik din bhar hi ja.ain gay Jo gha.o choray jatay ho Magar jab bhi koi sadma Kaheen say bhi milay mujh ko Ghamoon ki sab rutoon main tum Bohot Hi Yaad Atay ho
(Aamir Bin Ali)
kio jee kia ap nay mujay khawab may dayka kar GS per registeration ka irada kar leeya
nahi nahi ur fav is faithfull and i know that
jhoot bolay to bohat bara kala kawa katay ap ko
Ji janab kuch aisa hi…
Isi liye to main nay kaha “one of my fav” aur faithful ki to kiya hi baat hay actuly main us ki aur apni choice ko daikh kar abhi tak herat main hoon.
Waiay Allah Na karay k kabhi aisi nobat aay k aap kisi ko kaatain Lols
Khuda k wastay phir Naraz honay ki nahi ho rahi hay…