Re: Meri Diary Episode 2
^ haan haan mujay pata hay sab.. zeeyada makan laganay ki zaroorat nahi hay ![]()
aur yeah "app kisi ko kaatain " say kia matlab hay? ![]()
aray kalay hogay ap khud … kalee hogee ap ki BV ![]()
bas ap jayay may ap say bat nahi kar rahee ![]()
Re: Meri Diary Episode 2
^ haan haan mujay pata hay sab.. zeeyada makan laganay ki zaroorat nahi hay ![]()
aur yeah "app kisi ko kaatain " say kia matlab hay? ![]()
aray kalay hogay ap khud … kalee hogee ap ki BV ![]()
bas ap jayay may ap say bat nahi kar rahee ![]()
Re: Meri Diary Episode 2
Aray aray daikhain daikhain aap ko mujhay jo kehna hay keh lain
lakin meri BV ko kuch na kahain, us bechari nay kiya kiya hay…?
Re: Meri Diary Episode 2
^ us bechari ki qasoor yah hay kay us nay ap say shadi ki hay ![]()
pata nahi andee hogee tee yah pagal ![]()
Re: Meri Diary Episode 2
Aray abhi to mili bhi nahi hay, aap nay shaadi hi kara di
Khair ji koi baat nahi bechari jahan kaheen bhi ho gi be-khabar ho gi k us ki itni buraiyaan ki jaa rahi hain...
chh chh chh
Re: Meri Diary Episode 2
^ iam not afraid.. i would even say it in her face ![]()
if i had to ![]()
Re: Meri Diary Episode 2
aik achi si Ghazal ka aakhir hissa aap k naam Attia aunty
Hum dil main jaga daytay, saray ghum bhula daytay
Shikwa tumhain karna tha tu mujh say kiya hota
Wo jub kabhi rootha chup baithay rahay hum bhi
Ik baar mana laytay chahay so baar khafa hota
Re: Meri Diary Episode 2
Nice ![]()
Re: Meri Diary Episode 2
here is a reply ![]()
******shikayat kya karu ******
******har taraf ghum ka fasana hai. **
**tere aagay mohabbat hai. **
**mere aagay zamana hai. **
**pukara hai manzil ne, **
**lekin main kaha jao, **
teri duniya se bichad kar kaha mera thikana hai
Re: Meri Diary Episode 2
Thanks **Maheen…
**
Re: Meri Diary Episode 2
![]()
P.S. Nice :k:
Re: Meri Diary Episode 2
Ohhhhh thanks ![]()
Re: Meri Diary Episode 2
^ welcome ![]()
Re: Meri Diary Episode 2
^^ ![]()
Subha ho gai mamoon
Re: Meri Diary Episode 2
bohat umdah :)
Re: Meri Diary Episode 2
tumhari subha hogaeee hay.. mayree to abhee raat hee hay ![]()
Re: Meri Diary Episode 2
Janab ahsan sahab aap tareef hi kartay rahay gay ya kuch apni collection bhi share karain gay???
anyway thanks again.
Re: Meri Diary Episode 2
aray attia g aisay to na bolain… meri subha to usi din ho gai thi jis din say aap say baat shuru hoi hay, us din say har taraf ujala hi ujala lagta hay!!!
jab tak aap ka reply na aay aisa lagata hay k din hi complete nahi hoa.
Jis din aap ki koi Nazam na parhoon kuch kami kami si lagti hay…
aap main kuch to aisa hay jis ki waja say main aaj aap ko keh raha hoon
“I MISS U”
Ya Allah mujhay maaf farma, itni farawani say to aaj tak main nay kabhi jhoot nahi bola.
Re: Meri Diary Episode 2
^ ![]()
hahahahahah ![]()
Ok oK wateva ![]()
jezzzzzzzzzzzzz u all guys are the same .. ak hee dialogue mar mar kar tum logo ka moh nahi takta
pata nahi aj tak kitnay larkio ko yah kaha hoga ap nay ![]()
toba hay… ![]()