Meri chikkan ka saalan

Re: Meri chikkan ka saalan

and I know just how to get there, with a big knife straight right thru ur stomach. Hows that for shorcut to ur heart?

Re: Meri chikkan ka saalan

SO as a Bhay'hari u do stand a chance innit ?

Re: Meri chikkan ka saalan

:dhimpak:

Re: Meri chikkan ka saalan

Aur in do MurghoN ko akalay meray paas choR kay jaa rahee haiN. Bohut achchay

Re: Meri chikkan ka saalan

Urdu dan ki rooh
She said Bha’ee Not Bhaa’ee.

Re: Meri chikkan ka saalan

^^lol

inki khaal utaar ke roast kar daalo tariq. tumhain hin33 ki qassam.

Re: Meri chikkan ka saalan

Hum aaah bee kartay hain Tu ho Jaatay hain Badnaam
woh qatal bee kar'dayain tu charchaaa nahii hotaa

Any thing for you sweetheart ! ab tu jeenaa marnay tumharay saath hai :) Annu bahi say mazraat kay sath !

Re: Meri chikkan ka saalan

Aray paagal woh raazi bhee ho jaa ay gaa. Bara Chichoraa hai yeah aadmee

Dekha kiya kahaa tha mainay

Re: Meri chikkan ka saalan

kyun kay app waysay hee karachi mein PIB coloney mein Murgaah chorr mashoor thay :)

P.s: A tip for writin tariq bahi's intro ANu bahi

Re: Meri chikkan ka saalan

chalo mera kya jaata hei, khud hee khaanabanay ga roz, i’ll come online and chat wit h you tariq :clown:

Re: Meri chikkan ka saalan


dil kaY behlaanaY ko Ghalib yeh khiyaal achaa hai
woh alag baandh kaY rakhaa hai jo maal achaa hai

Re: Meri chikkan ka saalan

Unki qaasam Pay tu yea apne khaal bee utar daain !

Cookies kay packet mein Munna biscuit urf tariq bahi !

Re: Meri chikkan ka saalan

Deal, chat with me and we will turn these two Murgha’s from kukar to Jal Kukar

Re: Meri chikkan ka saalan

:hula: the future looks bright!

Re: Meri chikkan ka saalan

Ab bahiyon ka itnaa haq tu hota ai na , wasay bee shuruu shurru mein maaykay ki yaad bohat athee hai , app hee is ka online maaykaa hai ab tu , or kiss say baat kaaray gee baycharee

Re: Meri chikkan ka saalan

yea for anu Bahi :slight_smile: ye ek or GS ki behan ko Vidaah karnay laaGay hain !

Re: Meri chikkan ka saalan

I think BTB kaa asar hai :naraz:

Re: Meri chikkan ka saalan

Jealous aadmee, mujhay to kabhi khush dekh hee nahi saktay. Wo mujh say online chat kaa wadaa kar kay gaa'ee hai to tumharay paseenay kyoun choot rahai hain

Re: Meri chikkan ka saalan

kal subah aap sub ko 25,25 Prem pattar aayeN geY aap dono kee behn Femme kee taraf saY bachu!

Re: Meri chikkan ka saalan

Ajeee saar tasleemay Khaam hai , jo meejazay Yaar mein ahay !