Meri chikkan ka saalan

Re: Meri chikkan ka saalan

hum kahaaN uRaatay haiN khud ba khud uR jaataa hai :hinna:

Re: Meri chikkan ka saalan

Duhn dhun dhun dhun (mysterious music)

AQ kee dil kee dharkan taiz after reading Femme post #20

Yeah Kiya ho gaya, Yahan bhi Tariq Baazi legaya

AQ nay pistol utha kar apni kanpati per rakh liya

Mar jaa'oon ga aaj

Mohallay waly doobara aa'gyay

AQ ab palang kay neechay ghus kar ro rahay hain

Baqee Aa'enda qist main

Re: Meri chikkan ka saalan

:cb: dekho mujhay kitna khayaal hei tumhara tariq, and u wanted me to die this morning :crying:

Re: Meri chikkan ka saalan

abaY gadhaY aadmi...

Femme dukhi insaaniyat kaY jazbaY saY sarshaar ho kar keh rahi thee... jiss tarah hum hamdardi kartay haiN naa ghareeb ghuraba saY.

Re: Meri chikkan ka saalan

haye… goli saY maar dau iss ko

wait… iss par goli zayaa karnaY kee kiyaa zaroorat hai..

yeh jo salan banaaya hai tum nay, wohi kaafi hogaa iss kaY liye tau :emmy:

Re: Meri chikkan ka saalan

Gals dun listen to femmoo , for cookin a good chicken handi , ya should chop onion in lachay wala style . Not like femoo did . And just keep them golden brown not blackish brown like femooz !

Re: Meri chikkan ka saalan

yaha chicken ka salan ban raha hai ya is thread ka?

FF the pics are looking gr8, magar I can still make better.

Waslaam

Re: Meri chikkan ka saalan

well... i agree with the part of golden brown onions.. but lachaY daar onion is not really necessary for a good saalan ... it just affects in time constraint of bhoonifying it -....

Re: Meri chikkan ka saalan

Femme, dekho AQ kharaab kharaab ilzaamat laga raha ha tum per. Woh keh raha hai kai tum dukhay huay logon Kay jazbaat main bheegi huu'ee ho

Allah, titnee bechalmee tee baat tultay hain aap A tew chahab

Re: Meri chikkan ka saalan

Munna Biscuit

Re: Meri chikkan ka saalan

is mein besharmi ki kya baat hei?

The pyaaz was no black u blind bats it was a nice crispy dark brown. Lagta hei tum loag lard mein fry huway huway pakoray kha ke bethay ho tabhi ankhon ke aagay charbi aa gai hei. niklo sab ke sab yahan se :aj:

Re: Meri chikkan ka saalan

A.Q *khansama act kaRna band karo and let me tell you a secret, no matter how good cook you want to be , you cannot become one by doing google dot com on baryaani or chicken.

Jo khanay ki asal lazzat hoti hai wo aik laRki apni maaN say leti hai, aur maaN naani say aur naani parnaani say aur parnaani lakkar-naani say, aur issi tara the tradition goes on.

Ajkal ki jitni laRkian kokab ki keetabaiN and internet online recipe's par kar banati haiN sab drama hai, ghorak dhanda hai. Sab 8 megapixel camera ki safayi hai warna kareeb say dirya-e-raavi mai tairty hoyi machliaaN lagtee haiN.*

Rab Rakha

(sorry but A.Q and rest FF ki itni pyaari thread ko aise flooding kar kay thread ka salan na banayo, doway har wellay chawlaaN marday rehnday ho)

and KTC ka masala zindabad.

Re: Meri chikkan ka saalan

Look at yr rice femoo . saray geelaay thay . paani pee gahay thay u didnt pick them out on riite time , yea phir sahee tarhaa daaam nahee diaa chawaloon ko !

no wonder why they are so bangali sorta rice , Stop thinking about tariq bahi’s bangali features :slight_smile:

Re: Meri chikkan ka saalan

u r a horrid horrid man. I hope all ur friends have indigestion tonight after having had iftaari at ur place. I hope you get sued.

Re: Meri chikkan ka saalan

hey man, but tariq never mentioned the part “ban” :cb:

Re: Meri chikkan ka saalan

Ahsaan faramosh larkee, eik to tumhaari side lay rahaa hoon uper say mujh say he sawaal jawaab

In bhaiR'yoN main choR' diyaa akailay to pataa chal jaa' ay gaa aatay daal ka bhaa'o

Re: Meri chikkan ka saalan

Oye you did not read my intro of Femme in Fraudia;s intro thread. She dislikes Bengalis

Re: Meri chikkan ka saalan

ye you tell him, khwamkhwah khud ko promote kar rahay hei besharam.

patta nahi bhaee, aap ne zyada gehra parha ho ga, mujhay tau samajh hee nahi aai. maaf kar dau, ainda nahi ho ga :( mein vaisay bhi ja rahi hoon, mein apni murghi aur chawal ki bezti hotay nahi dekh sakti :(

Re: Meri chikkan ka saalan

Aameen

Re: Meri chikkan ka saalan


i aint cruel dolly ! seriously if ya serve me this kinda rice , you got no future !

I dont know about others :) but for me the shortcut to me heart goes thru me stomach !