mere haathooo main

nine nine churiyan hain
zara tharo sajan majboriyan hain

aapka fav song koun sa hai jee ummmm
:smiley:

Re: mere haathooo main

Aap ki yeh thread, to shayed lock ho jani hai
Kyoo ke cafe policy, to aati mujhe zubani hai
zara keh do, sajan keh do, yeh kya beymaani hai :@:

Re: mere haathooo main

^ :rotfl:

Re: mere haathooo main

haye haye aisa na kaho kay root mastani hai
cafe ki policy ,yeh kya kahani hai?
agar thread ho bhi jaye lock tooooooooo
humko NO parashani hai

:D

wah wah

Re: mere haathooo main

Thread ban gayi yeh poetry ki
Ab to zaroor dekhe gi Taala
Bechari bachi ban ke thread khuli thi
Ab ban jaye gi ancient khala :@:

Re: mere haathooo main

fav song:hmmm:

thers wayyyyy toooo manyy

Re: mere haathooo main

Jo mare ga taal uska hoga mooo kala(sorry)
Open ki thi thread ,aur song tha bhoola bhala
uuufff yeh kis moosibat(HHL) se par gaya hai mera pala
jo bhi sher banta tha ,post kar dala

wah wah

:D

2 Likes

Re: mere haathooo main

:blush:saiyaan re saiyaan re

yeh mori baiyyan re

Re: mere haathooo main

kee hoya? men aa geya hoon

Re: mere haathooo main

welcome babu