baraf ki tarah tanday hovay hovay hein..
typing nahi horahi.. kia keroon:rolleyes: ..
Re: meray haath
dil ker raha hy na :halo: kia keroon ?
Jl bahi why don’t U make a cup of tea for me.. plz
i believe it will help ![]()
Re: meray haath
ok HOney .. how sweet
![]()
Re: meray haath
agar haath baraf kee tarah thanDay ho rahai haiN tau subb se besht tareeqa yeh hai kaY unhaiN kissi aag kee tarah garam cheez par rakh dau
sub set ho jaYe gaa ![]()
Re: meray haath
^ takay jaal jayein?
… anyway.. thanks aap bhut intelligent ho ![]()
Re: meray haath
buss! ALLAH kaa karam hai kabhi takabbur naheeN kiyaa
![]()
Re: meray haath
:rolleye: acha ab ye be bata dein haath jalanay kay baad duvae kon see lagoon :(..
Re: meray haath
haath kiouN jallaiN geY ![]()
Re: meray haath
Aag ki tarah garm cheeze per haat nahi jalein gay kia? ![]()
Re: meray haath
naheeN.. baraf kee tarah pighal jaaYeN geY ![]()
naa rahai gaa baaNs
naa bajaY kee BaaNsri :whistling
Re: meray haath
^ ![]()
Re: meray haath
^ ![]()
Re: meray haath
abaY yaar!!!
apnaY dono haathoN kee hatheliyoN ko milaa kar index fingers aur thumbs kay darmiyaan saY gap maiN zor zor say phooNkaiN maaro… and then rub them together… haath garam ho jaaYen gey:smack:
tension kiss baat kee hai :o
Re: meray haath
aik dum jhakaas aazmoodah tarkeeb hai :k:
money back guarantee kay saath ![]()
Re: meray haath
lol! mein nay pasay nahi diay thay..
pher bi wapas loon gi ![]()