Re: meray haath
shaadi maiN aayee ho
?
Re: meray haath
shaadi maiN aayee ho
?
Re: meray haath
![]()
it’s a slang ![]()
it means, err… it means… matlab… jo marzi kar rahi ho, kiyaa shaadi maiN aaye ho kaY jo marzi khaaye jaa rahi ho :o
Re: meray haath
kia jo log shaadi mein jatay hein woh jo merzi kethay hein ![]()
Re: meray haath
tauba hai..
tavelaY kee balaa bander kaY sar ![]()
Re: meray haath
Agg laga do ...
Re: meray haath
^
Zalim insan.. hovay jo sinner ..![]()
Re: meray haath
acha lao .. mein rub kar deyta hoon …
.. phir na kehna sinner ![]()
Re: meray haath
^
koi zaroorat nahi hy.. BRO JEE
is say behter tou jala loon mein apnay haathoon ko .. :halo:
Re: meray haath
… hahahahahhaahhahahahaah … mein tou pehlay hi kaha tha jala lo …
mere haathay lagay tou … phir mere hoo jain gay … ![]()
Re: meray haath
![]()
zalim Sanam
Re: meray haath
Sinner bahi will U plz post in my " DEAR FRIENDS PLZ CLICK HERE" walay thread mein ? ![]()
Re: meray haath
nah nah ... mera jahan DIL hoga wahan .. aur jo chahoon ga Post karoon ga
Re: meray haath
arey to kis ne kaha hai type kero ...
Re: meray haath
Dil ker raha hy
dil kay haatoon majboor hon ..bro jee..
Sinner :fine ..
mat keroo ..
Re: meray haath
hi friends how r u
Re: meray haath
fine shine aap kesi hon :)